cham ke dhup

cham ke dhup lyrics

Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Dance
Language Hindi
Album Gundaraj
Poster cham ke dhup
play
Lyrics

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya


chamke dhoop judai ki to

jal jaaye ghul bute

chamke dhoop judai ki to

jal jaaye ghul bute

dil tute to tute mera

yaar kabhi na ruthe

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya

chamke dhoop judai ki to

jal jaaye ghul bute

dil tute to tute mera

yaar kabhi na ruthe

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya


bhul gayi main apni surat

jaane main bhi kaisi

rang mein tere aise rangi ke

ho gayi tere jaisi

ab to tut nahi payengi

yeh resham ki dori

aankho hi aankhon mein ki hai

dil ne dil ki chori

chand pe chahe grahan lage

ya koi tara tute

dil tute to tute mera

yaar kabhi na ruthe

chamke dhoop judai ki to

jal jaaye ghul bute

dil tute to tute mera

yaar kabhi na ruthe

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya


pehla pehla pyar hamara

pehli pehli baazi

duniya dushman ho to kya ho

main raazi tu raazi

tuhi to singar hai mera

tuhi mera darpan

tuhi tan hai tuhi mann hai

tuhi dil ki dhadkan

jag chhute to chhute chaahe

rab ruthe to ruthe

dil tute to tute mera

yaar kabhi na ruthe

chamke dhoop judai ki to

jal jaaye ghul bute

dil tute to tute mera

yaar kabhi na ruthe

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

ho gaya ho gaya

pyar tumse ho gaya

ho gaya ho gaya.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)