eid ke din aaj mujhko sab ka pyar mil gaya

eid ke din aaj mujhko sab ka pyar mil gaya lyrics

Poster eid ke din aaj mujhko sab ka pyar mil gaya

eid ke din aaj mujhko sab ka pyar mil gaya

lyrics/Album : Desh Ke Dushman
Details
Singer Mahendra Kapoor
Genre Happy
Language Hindi
Album Desh Ke Dushman
Poster eid ke din aaj mujhko sab ka pyar mil gaya
play
Lyrics

aaj mubarak din hai jisne

sabko gale milvaya

arey taras taras ke bad baras ke

eid ka din hai aaya eid mubarak


allah ke rehmo karam se uska didar

mil gaya mil gaya mil gaya

allah ke rehmo karam se uska didar

mil gaya mil gaya mil gaya

eid ke din aaj mujhko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

wallah kurban


oye sherkhan tujhpe

meri jaan bhi kurban

jaan bhi kurban aur

iman bhi kurban

wai wai ha wai wai

allah teri shan pe kuraban ho gaya

tu hi mera bharosa aur iman ho gaya

tu eid ke din aisa meharban ho gaya

ye dekh ke zamana bhi hairan ho gaya

aankho ko aaj tere nur ka didar

mil gaya mil gaya mil gaya

eid ke din aaj mujhko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

sherkhan ho gaya

kurban hoye kurban


burayi se bhalayi ka

rasta dikha diya

bigde huye ko pyar se insa bana diya

khuda ki kasam tune khuda se mila diya

ada karu mai kis zuba se tera shukariya

bin mange mujhko aaj pyar besumar

mil gaya mil gaya mil gaya

eid ke din aaj mujhko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

wallah kurban


mehman pe kurban

tere mehman pe kurban

mehman pe kurban

tere mehman pe kurban

wai wai ha wai wai lo sher

allah kasam tere liye duniya jhuka du

jo sar uthe tere liye wo sar bhi uda du

shabnam ki har ek bund se

main aag laga du

mai rait ke sine pe bhi kashti ko chala du

buri nazar se dekhe wo aankh phod du

jo hath tujhpe uthe main wo hath tod du

insan to kya chij hain parbat ko hila du

nafrat ka is jahan se main naam mita du

khushiyo se bhar aab mujhko ye sansar

mil gaya mil gaya mil gaya


eid ke din aaj mujhko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

allah ke rehmo karam se uska didar

mil gaya mil gaya mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya

eid ke din aaj humko

sabka pyar mil gaya.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)