zamana kaise zamana

zamana kaise zamana lyrics

Poster zamana kaise zamana

zamana kaise zamana

lyrics/Album : Sitapur Ki Geeta
Details
Singer Mahendra Kapoor
Genre Sad
Language Hindi
Album Sitapur Ki Geeta
Poster zamana kaise zamana
play
Lyrics

yaha sab jhagde roti ke hain

raha pyar na koi arana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

ise azma ke dekha hain

thok baja ke dekha

ho raha pyar na koi arana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

ise azma ke dekha hain

thok baja ke dekha


chahe resmi shal odhle

chahe bandh langoti

jeene ke liye chahiye re bhaiya

do waqt ki roti

phir kyu chandi sona ikatha

karke bhare khajana

do roti hi khani hain

koi sona to nahi khana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana


amir ka bas jo chale

garib ko to jeene bhi na de

roti ki to baat chhod do

pani bhi peene na de

dhokhe fareb se lute garib ko

daulat ka deewana

pani ko piye chan chan ke

khun piye anchhana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana


jis majdoor ki mehnat se

bante hain mahal chobare

wahi bechara sadak

kinare apni raat gujare

garib pe daulat mando ne

aur kitna julm hain dhana

jiske pasine se bangle bane

nahin uska koi thikana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana


jinke dil mein pap bhara hain

inki niyat khoti

sab saulat mand chhin rahe hain

dekho garib ki roti

roti ke jhagde se

ujade basta hua gharana

beti ma se beta bap

se ho jaye begana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana


pooja path aur dan kare

bante hain din dayalu

din ko jitne sardhalu hain

rat ko utne chalu

is kamre mein bana hain mandir

usme ha imaykhana

idhar parbhu ko bhog lagaye

udhar bhare paymana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

ise azma ke dekha hain

thok baja ke dekha

ho raha pyar na koi arana


zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

ise azma ke dekha hain

thok baja ke dekha

ho raha pyar na koi arana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana

zamana kaisa zamana

ye aaya kaisa zamana.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)