sardi ka mausam lyrics – arjun

sardi ka mausam lyrics – arjun lyrics

Details
Singer Arjun
Writer Kirat Gill
Language Hindi
Poster sardi ka mausam lyrics – arjun
play
Lyrics


Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri

Tainu laike main pahadan vall jaawan
Gaane tere layi main sohne sohne gaawan
Sachi mujhpe hai jadoo phire karta
Teri aankhon pe jo zulfon ka parda

Haaye tera surma
Surme ne jaan hi leli

Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri

Tera naam pata malum karein
Maine titliyon se kal baat kari
Sunn baat yeh baadal jhoom pade
Barsaat yahan uss raat padi

Aur barf giri thi shehar tere
Meri gali mein bhi thand badhne lagi
Koyi dhun thi adhuri kirat ki
Jab hawa chali woh bhi ban’ne lagi

Tere khyalon se banaya maine pyar tabhi
Mere hathon ne uthaya tha guitar
Guitar bhi jhooma
Jab dhun maine woh chhedi

Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri

Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri


Chup chup rehti
Woh aankhon se shararti si
Aankhon ke nashe ko
Seedha dil mein utarti

Jharne ka paani
Woh baatein sitaaron ki
Deti khushi jaise
Maggie pahadon ki

Baarish ki khushbu si
Dil ke sukoon jaisi
Pariyon ko dekho to
Haan hubahu waisi

Hanste hi muft mein le gayi woh dil ko
Kya log honge woh milti hai jinko

Meri raatein hi mita gayi jis shaam mili
Leke hothon pe woh jab mera naam
Woh naam kya le gayi
Bas le gayi jaan woh meri

Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri

Sardi ka mausam
Mausam mein baatein teri
Ik chai meethi
Aur meethi yaadein teri

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)