Singer | Kavita Krishnamurthy & Shabbir Kumar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Kanoon Ki Zanjeer |
roj raato ke parde gira kar
roj raato ke parde gira kar
jagu main teri tasveer leke
ke main dekhu tujhe
jab bhi chahu
dusra aur koi na dekhe
roj raato ke parde gira kar
maine mana ki bijli nahin tu
na tu suraj sa kirne lutaye
aadmi hain magar phir bhi tujhko
aadmi hain magar phir bhi tujhko
koi dekhe to dekha na jaye
koi tujhko na chura le mujhse
jagu main teri tasveer leke
roj raato ke parde gira kar
jab bhi kajal lagati hoon janam
naam tera hi likhti hoon dil pe
jab bhi kajal lagati hoon janam
naam tera hi likhti hoon dil pe
ha lat sawaru to ye puchti hain
kab main bikhrungi
sajan se milke
ab to aaja kahi se tu aaja
jagu mai teri tasveer leke
roj raato ke parde gira kar
kal talak maine rate gujari
mahjabino ki baho ke niche
din ko bhatka kiya dali dali
har kali aur har gul ki piche
ab tera sirf tera diwana
jadu mein teri tasveer leke
roj raato ke parde gira kar
jagu main teri tasveer leke
ke main dekhu tujhe
jab bhi chahu
dusra aur koi bhi na dekhe
roj raato ke parde gira kar
roj raato ke parde gira kar