moula

moula lyrics

Details
Singer Suraj Jagan
Genre Rock
Language Hindi
Album Hide & Seek
Poster moula
play
Lyrics

sraat yeh, koi saaye si

chaandani, koi sadaa

raaz woh hawaa hilaati hai

aur nazar hai dhunwaa

phir rahaa hoon main yahaan

manzilein hai laapata

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai, maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai, maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa


rooh bhi, sehami-sehami si

hausale, soye kahaan

zakhm woh, behate-behate hain

be-asar hai dawaa

jhunjh rahaa hoon main yahaan

ab reham ho ai khudaa

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa


kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai, maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai, maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai, maulaa

kaisa yeh safar hai, maulaa

kaisa yeh safar hai,

kaisi yeh khalish hai

kaisa yeh safar hai, maulaa.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)