Singer | Rekha Bhardwaj |
Genre | Muzara |
Language | Hindi |
Album | Gulaal |
haayeee ranaji maare gusse mein aaye,
aiso balkhaaye, agiya barsaaye,ghabraaye marro chein,
haayeee ranaji maare gusse mein aaye,
aiso balkhaaye, agiya barsaaye,ghabraaye marro chein,
jaise durr desh ke , jaise durr desh ke,
tower mein ghus jaaye re aeroplane,
jaise durr desh ke,
tower mein ghus jaaye re aeroplane,
ranaji maare gusse mein aaye,
aiso balkhaaye, agiya barsaaye,ghabraaye marro chein,
[jaise durr desh ke,
tower mein ghus jaaye re aeroplane]-2 times
ranaji maare aiso guraaye, aiso tharaaye,
bhar aaye maare naine,
jaise sare aam bhaiyl,
[jaise sare aam ee raat mein jaake chamke uncle sam]-2 times
ranaji maare…
ranaji maari saas nanad ke taane,
ranaji maare jeth sasur ke baani,
ranaji thaape bhoot paret ki chaaya,
haiii ranaji thaape ill bill jinn ka saaya,
heyyy sajni ko dear bole, tharee ko beer bole,
maange hai english boli, maange hai english choli,
maange hai english jaipur, english bikaner,
jaise bisleri ki, jaise bisleri ki,
jaise bisleri ki botal pee ke ban gaye englishman- 2 times
ranaji maare..
ranaji maari sautan ko ghar le aaye- 2 times
pooche to bole friend hamari hai haii- 2 times
ranaji ne thanda chakku yu khola- 2 times
bole ki haii thanda maane coca cola-2 times
ranaji bole moro ki basti mein hai shore raani, haii haii haii
moro ki basti mein hai shore raane – 2 times
kyunki yeh dil maange more,
more rani more rani more rani,
thaari to beech bajariya haii badnaami ho gayi,
thaari to laal chunariya, saram se dhaani ho gayi,
thaaro to dhak dhalk howe, jo jo beete re,
jaise har ek baat pe, jaise har ek baat pe,
jaise har ek baat pe bina kisi ke lagne lag gaya ban- 2 times
jaise durr desh ke tower mein ghus jaaye re aeroplane- 2 times
jaise sare aam iraq mein jaa kar jam gaye uncle sam -2 times
jaise bina baat afghanistan ka, jaise bina baat afghanistan ka,
baj gaya bhaiya band,
jaise bina baat afghanistan ka baj gaya bhaiya band,
jaise durr desh ke tower mein ghus jaaye re aeroplane,
ranaji maare…