na idher ke rahe na udher rahe

na idher ke rahe na udher rahe lyrics

Poster na idher ke rahe na udher rahe

na idher ke rahe na udher rahe

lyrics/Album : Kaanch Ki Deewar
Details
Singer Suresh Wadkar & Sharmishtha
Genre Drama
Language Hindi
Album Kaanch Ki Deewar
Poster na idher ke rahe na udher rahe
play
Lyrics

mein husn hoon meri

tasveer kya banaye koi

jo rang mujh mein bhare hain

kaha se laye koi

mein ishq hoon koi mujhe

chahe to aazmaye koi

meri misaal jahan mein

kaha se laye koi

mere jalwo ki kasam

in adao ki kasam

khul gaya aapki

aashiqi ka bharam

na khuda hi mila

haye haye

na khuda hi mila

na mila re sanam

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe


jhute wado ki kasam

toote khwabon ki kasam

khul gaya aapki

saadgi ka bharam

na khuda hi mila haye

na khuda hi mila

na mila re sanam

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe


aap ko husn ke

raz ki kya khabar

chup rahe jo juban

bolti hain nazar

are aap ko ishq ke

raz ki kya khabar

ishq ke dum se he

sab yeh shamo saher

are sham hain juhfein meri

mera chehra saher hain

are jo ji chahe kahelo

tumko kis ka dar hain

aap kya cheez hain

jinse dar jaye hum

khul gaya aapki

aashiqi ka bharam

na khuda hi mila

haye haye

na khuda hi mila

na mila re sanam

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe


are hum to wo rang he

jo badalta nahin

husn ka hum pe jadu

bhi chalta nahin

hum wo suraj hain jo

chad ke dhalta nahin

apne aage bhi ha koi

chalta nahin

are kyu magrur hain itne

yeh andaz bura hain

apne ishq pe dekho

itna naaz bura hain

kab talak uthaoge

khud pe zulmo sanam

khul gaya aapki

saadgi ka bharam

na khuda hi mila haye

na khuda hi mila

na mila re sanam

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe


aap se kya kahe

husn ka bag pan

are chhod do chhod do

ab yeh deewanapan

hum hain jaane wafa

hum hain jaane chaman

phir bhi humko nahi hain

tumhari lagan

aaji tumse sikhe koi

jhooti baatein karna

are ishq hamara mazhab

ishq jeena marna

yu na ruswa karo

ishq ko kam se kam

are jo bhi kahte hai wo

kar dikhayenge hum

khul gaya aapki

aashiqi ka bharam

are khul gaya aapki

saadgi ka bharam

na khuda hi mila

haye haye

na khuda hi mila

na mila re sanam

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe

na idhar ke rahe

na udhar ke rahe.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)