rishta yeh kaisa hai

rishta yeh kaisa hai lyrics

Poster rishta yeh kaisa hai

rishta yeh kaisa hai

lyrics/Album : Aaj
Details
Singer Chitra Singh
Genre Sad
Language Hindi
Album Aaj
Poster rishta yeh kaisa hai
play
Lyrics

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain

pehchan jis se nahi thi kabhi

apna bana hain wahi ajnabi

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain


tumhe dekhti hi rahu main hamesha

mere samne yun hi baithe raho tum

karu dil ki bate main khamoshiyo mein

aur apne labo se na kuch bhi kaho tum

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain


rishta hain kaisa ye nata hain kaisa

rishta hain kaisa ye nata hain kaisa

tere tan ki khusaboo bhi lagti hain apni

ye kaisi lagan hai ye kaisa milan hai

tere dil ki dhadkan bhi lagti hain apni


tumhe pake main mehfus hoon aise

ke jaise kabhi hum zuda hi nahi the

ye mana ke jismo ke ghar to naye hain

maga hain purani ye bandhan dilo ka rishta

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain

rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)