na hai zameen na aasman

na hai zameen na aasman lyrics

Poster na hai zameen na aasman

na hai zameen na aasman

lyrics/Album : Khel
Details
Singer Sadhana Sargam & Amit Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Khel
Poster na hai zameen na aasman
play
Lyrics

naa hain zameen naa aasman,

laye kaha ho hamko

badal nagar hain meraa ghar,

laya jahan hoon tumko

naa hain zameen naa aasman,

laye kaha ho hamko

badal nagar hain meraa ghar,

laya jahan hoon tumko

chhodo hansi badal mein bhi

koyi bhala rehata hain

aa dekh le inn aankho se,

deewana sach kahta hai

naa hain zameen naa aasman,

laye kaha ho hamko

badal nagar hain meraa ghar,

laya jahan hoon tumko


teri iss nagari mein

kaise raste hain yeh

pair sitaaro par rakhkar chalte hain

teri iss nagari mein

kaise raste hain yeh

pair sitaaro par rakhkar chalte hain

ik taara woh chalta hain jo,

de do mujhe woh nagina

abb chand hai bindiya teri,

suraj teraa aaina

naa hain zameen naa aasman,

laye kaha ho hamko

badal nagar hai meraa ghar,

laya jahan hoon tumko


pyar ke yeh do pal,

hamko ghere hain yeh

dhundhle ujale hain,

ujle andhere hain yeh

pyar ke yeh do pal,

hamko ghere hain yeh

dhundhle ujale hain,

ujle andhere hain yeh

yeh pyar ke badal ghane

kal ko pighal jaye toh

sun aye hasin ham woh nahin,

ik din badal jaye jo

naa hai zameen naa aasman,

laye kaha ho hamko

badal nagar hain meraa ghar,

laya jahan hoon tumko

chhodo hansi badal mein bhi

koyi bhala rahta hai

aa dekh le inn aankho se,

deewana sach kahta hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)