Singer | Badshah, Nikhita Gandhi |
Language | Hindi |
ho jo na paas tu
toh aati dhang se saansein nahi
chidchida sa rehta hoon main
lagta kuchh vi khaas nahi
jabse marne lage hai tujhpe
bachne ki koyi aas nahi meri
ho ho
zindagi main aayi jabse
vibe hi badal gayi
ghumta tha main aawara
life si sambhal gayi
duniya meri dark si
main light si ek jal gayi
yeah yeah yeah yeah
teri baaton main dil kho sa gaya
meri raaton main din ho sa gaya
pyar kehte jisko
finally wo ho sa gaya
finally, finally, finally
raha na pehle sa shy ab
samajh main kuchh na aaye ab
bolo na kya kia jaaye ab
aankhon se neendein hai gaayab
khush main itna kyu hoon?
tujhko tavajjo main kyu doon?
jaane kya hua mujhe
tere pyar main chamku jaise jugnu
baadal bhi dhikhte mujhko
dil ke shape main
happiness si rehne lagi
meri jeb main
haarne main hai maza
yeh woh game hai
haalat jo hai teri
meri bhi same hai
teri baaton mein
dil kho sa gaya
teri raaton main
din ho sa gaya
pyar kehte jisko
finally woh ho sa gaya
finally, finally, finally
rahi na pehle si shy ab
samajh main kuchh na aaye ab
bolo na kya kia jaaye ab
aankhon se neenden hai gayab
khush hu main itna kyun hoon?
tujhko tavajjo main kyu doon?
jaane kya hua mujhe
tere pyar mein chamku jaisen jugnu
tujhko ab door mujhse
(kuchh na tujhse pehle tha)
kar na koyi payega
(kuchh na tere baad mein)
sochna kya jaane jaana
(yeh haath tere haath mein)
jo hoga dekha jayega
(yeh duniya jaaye bhaad mein)
mujhko ab door mujhse
kar na koyi payega
sochna kya jaane jaana
jo hoga dekha jayega
raaha na pehle sa shy ab
samajh main kuchh na aaye ab
bolo na kya kia jaaye ab
aankhon se neendein hai gayab
khush main itna kyun hoon?
tujhko tavajjo main kyun doon?
jaane kya hua mujhe
tere pyar main chamku jaise jugnu