main hoon main

main hoon main lyrics

Poster main hoon main

main hoon main

lyrics/Album : Pyaar Ke Do Pal
Details
Singer Baby Munmi
Genre Friendship
Language Hindi
Album Pyaar Ke Do Pal
Poster main hoon main
play
Lyrics

main hoon main tu hain tu kaun

pahchega who is who

main hoon main tu hain tu kaun

pahchega who is who

main hoon main tu hain tu kaun

pahchega who is who

tu hai main ya main hain tu

are kaun pahchega who is who


naam ye badal ke sochke sambhal ke

ab suru karenge khel soch samjh ke

are mujhko sab pata hain

sab samjh liya hain

ab mera tamasha dekhna zara

mere ghar mein aayega

kabhi kabhi aisa mauka

mami rob jamayegi to

hal tera kya hoga

are yad karegi mami pada

ke gundo ko patti

tang karegi jyada to kar

dunga uski chuti

chala ke chakkar kar

dunga sabke dil pe jadu

main hoon main tu hain tu kaun

pahchega who is who

main hoon main tu hain tu kaun

pahchega who is who


pahli bar mein to mummy se milunga

unse milke aayega kitna maja

sabse pahle main bhi daddy se milunga

kab se dil hain pyar ka unke pyar ka

milkar ke acha hain sunlo wahi karenge

mummy daddy dono ke

dil mein pyar bharenge

mummy daddy mil

jaye to hum bhi mil jaye

apne ghar khushiyo

ke din phir lautenge

bat suno phir le aayenge

ek din main aur tu

main hoon main tu hain tu kaun

pahchega who is who

tu hai main ya main hain tu

are kaun pahchega who is who.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)