main balwaan main balwaan (title)

main balwaan main balwaan (title) lyrics

Poster main balwaan main balwaan (title)

main balwaan main balwaan (title)

lyrics/Album : Main Balwaan
Details
Singer Munna Aziz
Genre Love
Language Hindi
Album Main Balwaan
Poster main balwaan main balwaan (title)
play
Lyrics

aa ja pyar se palu tujhe

pyar ke rang mein dhalu tujhe

tu bane aisa bane

duniya se jo kah sake

main balwaan main balwaan

main balwaan main balwaan


main doon aisi daulat tujhe

pyar ki aisi takat tujhe

main doon aisi daulat tujhe

pyar ki aisi takat tujhe

pyar ke dam se yaha

duniya se tu kah sake

main balwaan main balwaan

main balwaan main balwaan


chaha kya tha kya ho gaya

aisa hoga socha na tha

tu kaha aisa bana

duniya se jo kah sake

main balwaan main balwaan

main balwaan main balwaan


malik tune ye kya kiya

neki ke badla ye kya diya

neki ke badla ye kya diya

pyar bina koi yaha

duniya se kaise kahe

main balwaan main balwaan

main balwaan main balwaan


rab ne sun li meri dua

sapna mera pura hua

aakhir bana tu wo bana

duniya se jo kah sake

main balwaan main balwaan

main balwaan main balwaan


maine chaha waisa bana

mere sapno jaisa bana

maine chaha waisa bana

mere sapno jaisa bana

aaj tu aisa bana

duniya se jo kah sake

main balwaan main balwaan

main balwaan main balwaan.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)