safar lyrics – notebook | mohit chauhan

safar lyrics – notebook | mohit chauhan lyrics

Poster safar lyrics – notebook | mohit chauhan

safar lyrics – notebook | mohit chauhan

Details
Language Bollywood
Poster safar lyrics – notebook | mohit chauhan
play
Lyrics

oh bande aa dhundhe hai kya
raahe teri hai ghar tera
chalna waha jana waha
khud tak kahi pahuche jaha

kadam utha aur sath mein ho le
shehar shehar ye tujhse dekho bole
tukar tukar yu apne naina khole
zindagi pee le zara

behti hawayo ke jaise hai iraade
udte parindo se seekhi hai jo baate
anjani raaho pe koi main chala

main safar mein hu khoya nahi
main saphar mein hu khoya nahi..

thoda aage bhadhe maine jana
ye sach hai to kya hai
uljhe uljhe sub sawal
zindhgi hai ye kya main kaun hu
maine ye jana
mujhe mill hi gaye sub jawab

dekho na hawa kaano mein
mere kehti kya
boli vekh farida mitti khuli
mitti utte farida mitti dulli
chaar dina da zee le mela duniyaa
phir jane hona kya

behti hawayo ke jaise hai iraade
udte parindo se seekhi hain jo baate
anjani raaho pe koi main chala

main safar mein hu khoya nahi
main saphar mein hu khoya nahi

ye kaisa safar hai jo yu duba raha
jaa paau kahi main ya laut ke aa raha
wo chehare wo aankhe wo yaade
purani mujhe puchhati
ye nadiya ka paani bhi behta hai
kehta yahi

main saphar mein hu khoya nahi
main saphar mein hu khoya nahi..

khoya nahi, khoya nahi
khoya khoya khoya khoya kahi
main safar mein hu khoya nahi

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)