kuch nayi nayi wo baat thi

kuch nayi nayi wo baat thi lyrics

Poster kuch nayi nayi wo baat thi

kuch nayi nayi wo baat thi

lyrics/Album : Praan Jaye Par Shaan Na Jaye
Details
Singer Sonu Nigam
Genre Love
Language Hindi
Album Praan Jaye Par Shaan Na Jaye
Poster kuch nayi nayi wo baat thi
play
Lyrics

kuch nayi nayi wo baat thi

shaadi ki pehli raat thi

kuch nayi nayi wo baat thi

shaadi ki pehli raat thi

kitne the betab hum

josh tha par hosh tha kam

kuch nayi nayi wo baat thi

shaadi ki pehli raat thi

kuch nayi nayi wo baat thi


paas wo aayi thi aur muskurai thi

paas wo aayi thi aur muskurai thi

maine haatho mein uska haath liya

gajra use us raat diya

chaahat ki shuruaat thi

kuch nayi nayi wo baat thi

shaadi ki pehli raat thi


phir roz mein gajra lata tha

ghar jaldi vapas aata tha

zulfon ko mehkata tha

kya kya kar jata tha

kya kya kar jata tha

kya kya kar jata tha

har raat suhani raat thi

kuch nayi nayi wo baat thi

shaadi ki pehli raat thi


pahli bar diya jab

gajra uske haatho mein

gajra uske haatho mein

gajra uske haatho mein

haath uske kanpe

aur pyar tha aankhon mein

pyar tha aankhon mein

pyar tha aankhon mein


pyar ki pehli barsat thi

kuch nayi nayi wo baat thi

shaadi ki pehli raat thi

chaahat ki shuruaat thi

har raat suhani rat thi

pyar ki pehli barsat thi

kuch nayi nayi wo baat thi


ye silsile fir rukne lage

armaan dil ke bhujne lage

puchho na kya baat thi

ye bhi nayi kuch baat thi

aaj bhi jab main kisi phulo

ki dukan se gujarta hu

nahi bhulta hu main kabhi

ek gajra kharida karta hu

lekin aaj ye gajra

kambkhat mahakta nahi

pehle ki tarha dil bhi dhadakta nahi

jo wada tumse kiya tha kabhi

wo ab bhi nibhaya karta hu

tasveer pe teri haar nahi

main gajra sazaya karta hu

main gajra sazaya karta hu.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)