kya kya na sitam

kya kya na sitam lyrics

Poster kya kya na sitam

kya kya na sitam

lyrics/Album : Kalyug Aur Ramayan
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Dance
Language Hindi
Album Kalyug Aur Ramayan
Poster kya kya na sitam
play
Lyrics

rang rangili nili pili aur

chamkili chudiya

inderdanush ke rang

dikhaye ye bhadkili chudiya

arey karne pe jo aa jaye

to hain pyar chudiya

aur karne pe jo aa jaye

to hain katar chudiya


kya kya na sitam haye

kya kya na sitam haye

dhati hain chudiya

kya kya na sitam haye

dhati hain chudiya

jab bhi kisi kalayi mein

aati hai chudiya

besharam hain kuch bhi

na lazati hain chudiya

besharam hain kuch bhi

na lazati hain chudiya

bate ho chhupane

ki batati hain chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya


kuch chudiyo se chudiya

kuch chudiyo se

chudiya ladne lagi thi kal

kahne lagi ki sajan

ke pas chal zara

sajan ke pas chal

zara sajan ke pas chal

sunkar ye baat maine

gvaya na ek pal

par beraham thi

meri kalayi yun masal


aise hi mujhe

aise hi mujhe  roz

satati hain chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya

kya kya na sitam haye

dhati hain chudiya

jab bhi kisi kalayi mein

aati hai chudiya


arey pehnaye jo sajan

pehnaye jo sajan to

suhag hain chudiya

pehnaye begana to

ek aag hain chudiya

pritm inhe chhede to

ek rag hain chudiya

dushman chhye to

rishto pe dag hai chudiya

nazar pade gair ki

nazar pade gair ki

to rudhati hain ram

bedard chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya

besharam chudiya

kya kya na sitam haye

dhati hain chudiya

jab bhi kisi kalayi

mein aati hain chudiya


jo kali chudiya thi

jo kali chudiya thi

putaliyo mein dhal gayi

jo nili chudiya thi

rango mein badal gayi

jo thi gulabi gal pe

khil ke bikhar gayi

jo lal thi rago mein

lahu ban utar gayi

yu nash nash mein

yu nash nash mein

dohdti jati hain chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya


kya kya na sitam haye

dhati hain chudiya

jab bhi kisi kalayi

mein aati hain chudiya

besharam hain kuch

bhi na lazati hain chudiya

besharam hain kuch

bhi na lazati hai chudiya

bate ho chhupane ki

batati hain chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya

besharam chudiya

bedard chudiya.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)