ke hum jo kaam karte hai woh khule aam karte hai

ke hum jo kaam karte hai woh khule aam karte hai lyrics

Poster ke hum jo kaam karte hai woh khule aam karte hai

ke hum jo kaam karte hai woh khule aam karte hai

lyrics/Album : Muqaddar Ka Faisla
Details
Singer Kishore Kumar
Genre Dance
Language Hindi
Album Muqaddar Ka Faisla
Poster ke hum jo kaam karte hai woh khule aam karte hai
play
Lyrics

bol bol siyapati ramchandr ki jay

ram naam ki lut hain lut sake to lut

ant samay pachhatayega

jab paran jayege chhut

koi lute ya na lute hum lut ke rahege

jo tale tale kabhi na tute

woh tut ke rahenge

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain


ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain


chalti chakki dekh ke

jiya kabira roye

hum do patan ke bich mein

sabhut bacha na koi

arey sab humko lalu kahe

panju kahe na koi

jo humko panju kahe woh khud

woh khud ullu lalu hoye

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain


chitarkut ke ghat par

arey chup ullu ki dum

mitarkut ke ghat par

bhai choran ki bhid

charan das chandan ghise

chandan ghise tilak kare ranvia

fokhat ka chandan ghis mere lalu

ghis mere lalu fokhat ka chandan


tir sada vo mariye keh gaye pir fakir

dekhan me chhote lage

ghav kare ghambir

arey ghav kare ghambir

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain


ustad sanch barabar tap nahin

abe chup akkal ke tolu

chilgoze ke silke

joothh barabar tap nahin

sanch barabar pap

janke herday jooth hain

va ke herday aap

ek ek ko tol ke

aisa denge nap

jo samjhe beta hume

arey hum hai hum hain unke bap

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain


guriu chle bekunth ko

chela kahe bulaye

guriu chle bekunth ko

chela kahe bulaye

yaha tambaku khaye lo

waha tambaku na aaye

yaha tambaku khaye lo

waha tambaku na aaye

yaha tambaku khaye lo

waha tambaku na aaye

waha tambaku na aaye


ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kaam karte hain

woh khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain

ke hum jo kam karte hain

wo khule aam karte hain

na jane duniya wale kyun

hume badnaam karte hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)