Singer | Anwar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Kasak |
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
koi toh bana paaye
koi na bana paaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
mumtaaz nahin hain tu
na main koi sahensaah aa
mumtaaz nahin hain tu
na main koi sahensaah aa
karta hoon phir bhi dawa
main tujhko chahane ka
khabon ki meri malika
mere dil ki tuhi raani
tu chahein jo karega
tere liye kurbaani
taarikh mein kurbaani
taarikh mein kurbaani
chahein jo na likhi jaaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
koi toh bana paaye
koi na bana paaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
patthar ki woh imaraat
zamana mein jisaka chhaya
patthar ki woh imaraat
zamana mein jisaka chhaya
maine dil ki imaraat ko
tere noor se sajhaya
main aankha banke dekhu
hardam teri adaaye
kyaa saah jahan se kam
hongi meri wafaye
meri wafa ka naghma
meri wafa ka naghma
tu gaaye ya na gaaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye
koi toh bana paaye
koi toh bana paaye
koi na bana paaye
ek taj mahal dil mein
har koi hain chhupaye.