Singer | Amitabh Bachchan |
Genre | Emotional |
Language | Hindi |
Album | Aetbaar |
jeena hai kis liye
jeevan hai is liye
zindaadili se kyun
na ham jiyein
jeena hai kis liye
jeevan hai is liye
zindaadili se kyun
na ham jiyein
rishte hain kis liye
samajhte hain is liye
jeena bhi varnaa
aur hai kis liye
ye khizaan aur wo bahaar
do ghadi ke hain khumaar
badalnaa hi to qudrat mein
qaayam kaa rahaa kirdaar
ye khizaan aur wo bahaar
do ghadi ke hain khumaar
badalnaa hi to qudrat mein
qaayam kaa rahaa kirdaar
badleinge kis liye sanvreinge is liye
badal ke hans diye to jee liye
jeena hai kis liye jeevan hai is liye
zindaadili se kyun na ham jiyein
aansoo ke jo dhaare hain
ye gham ke sharaare hain
jo unko ponchh de bas
wo hi to tumhaare hain
aansoo ke jo dhaare hain
ye gham ke sharaare hain
jo unko ponchh de bas
wo hi to tumhaare hain
aansoo hai kis liye
sar dard is liye
muskaan se aansoo
bhi dho liye
jeena hai kis liye
jeevan hai is liye
zindaadili se kyun
na ham jiyein
rishte hain kis liye
samajhte hain is liye
jeena bhi varnaa
aur hai kis liye.