hua hain aaj pehli baar

hua hain aaj pehli baar lyrics

Poster hua hain aaj pehli baar

hua hain aaj pehli baar

lyrics/Album : Sanam Re
Details
Singer Amaal Mallik, Armaan Malik & Palak Muchhal
Genre Love
Language Hindi
Album Sanam Re
Poster hua hain aaj pehli baar
play
Lyrics

hua hai aaj pehli baar

jo aise muskuraya hun

tumhe dekha toh jaana ye

ke kyun duniya mein aaya hun


hua hai aaj pehli baar

jo aise muskuraya hun

tumhe dekha toh jaana ye

ke kyun duniya mein aaya hun


ye jaan lekar ke ja meri

tumhein jeene main aaya hoon

main tumse ishq karne ki

ijazat rabb se laya hoon


zameen se asmaan tak

hum dhundh aaye jaha saara

bana paya nahi abb tak

khuda tumse koi pyara


zameen se asmaan tak

hum dhundh aaye jaha saara

bana paya nahi abb tak

khuda tumse koi pyara


baaton mein teri hai badmashiyan

sab bewaja ki hai tarifiyan


main likh dun aasman par yeh

ke padhlega jaha saara

huaa na hoga ab koi

yahaan hum do sa dobara


main duniya bhar ki taarife

tere sajde mein laaya hoon

main tumse ishq karne ki

ijazat rab se laaya hoon


tu hai jo rubaroo mere

bada mehfuz rehta hun

tere milne ka shukrana

khuda se roj karta hun


tu hai jo rubaroo mere

bada mehfuz rehta hun

tere milne ka shukrana

khuda se roj karta hun


humko pata hai yeh nadaniya hai

awara dil ki hai aawariya


ye dil pagal bana beitha

ise ab tu hi samjha de

dikhe tujhme meri duniya

meri duniya tu banjare


hoon khushkismat jo kismat se

tumhein aise main paya hoon

main tumse ishq karne ki

ijazat rabb se laaya hoon

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)