Singer | Vishal Dadlani, Shankar Mahadevan & Neeti Mohan |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Happy New Year |
ho maane ya koi maane na
yahaa apni bhi thodi ada
thoda andaaz hai
aise hai chahe waise hai
arrey jo bhi hai
jaise hai khud pe humein naaz hai
jaane na humko yeh zamaana
chaho toh humko aazmana
yaar baaz hum jaan saaz
hum ishq baaz dilwaale
kehte hain humko pyar se india wale
choo lete dil ke taar se india waale
har jeet cheen le haar se india waale
dushman ke chak ke chuda de
hum india waale
dushman ke chak ke chuda de
hum india waale
yun toh seedhe bade
kabhi chahe toh haathon se
leke lakeerein chura
ho.. hum ko parwaah nahi
jo bhi kehta hai kehne de
jag ye bhala ya bura
jaisi bhi ye marzi ho hamari
karte hai aisi hoshi yaari
par dil se yaar jo le pukar
toh jaan nisaar kar daale
kehte hain humko pyar se india wale
choo lete dil ke taar se india waale
har jeet cheen le haar se india waale
dushman ke chak ke chuda de
hum india waale
ungli pe sabko nachaa de
hum indiawaale
aankhon ki, aankhon ki chaabi se
thoda betaabi se
chup ke se khole dilo ke taale
jaan dete, usko jahan dethe
apna imaan dethe
jiski bhi baahein gale mein daale
dhuniya se humko kya le jaana
yaaron ke dil mein ho thikana
humein ek baar hota hai pyaar
ye laakh baar keh laade
kehte hain humko pyaar se india waale
choo lete dil ke taar se indiawaale
har jeet cheen le haar se india waale
dushman ke chak ke chhuda de
hum indiawaale
dushman ke chak ke chuda de, chuda de
ungli pe sabko nachaa dein
dushman ke chak ke chhuda de
hum indiawaale