dil leke jaan leke

dil leke jaan leke lyrics

Poster dil leke jaan leke

dil leke jaan leke

lyrics/Album : Na Tum Jaano Na Hum
Details
Singer Udit Narayan & Pamela Jain
Genre Dance
Language Hindi
Album Na Tum Jaano Na Hum
Poster dil leke jaan leke
play
Lyrics

dil leke haan jaan leke haan
teri gali mein main aa gaya
dil leke haan jaan leke haan
teri gali mein main aa gaya
aaja agar tujhe aana hai
wapas mujhe nahin jana hai
mushkil yeh wada nibhana ha
yeh soch le saathiya
dil leke haan jaan leke haan
teri gali mein main aa gayi
aaja agar tujhe aana hai
wapas mujhe nahin jana hai
mushkil yeh wada nibhana hai
yeh soch le saathiya

haal aisa rahega agar
hum to dewane ho jaayege
haal aisa rahega agar
hum to dewane ho jaayege
humko dhoondhegi duniya
kahan ek duje mein kho jaayenge
bas jo kehna tha keh liya
bas jo sunna tha sun liya
aaja agar tujhe aana hai
wapas mujhe nahin jana hai
mushkil yeh wada nibhana hai
yeh soch le saathiya
dil leke haan jaan leke haan
teri gali mein main aa gaya

mera aanchal zara thaam le
apna saajan banalo tujhe
mera aanchal zara thaam le
apna saajan banalo tujhe
baith jaa tu mere saamne
apne dil mein basa lu tujhe
aaj hi sab kuch karliya ji
liya maine mar liya
aaja agar tujhe aana hai
wapas mujhe nahin jana hai
mushkil yeh wada nibhana hai
yeh soch le saathiya

dil leke haan jaan leke haan
teri gali mein main aa gaya
dil leke haan jaan leke haan
teri gali mein main aa gayi
aaja agar tujhe aana hai
wapas mujhe nahin jana hai
mushkil yeh wada nibhana hai
yeh soch le saathiya
yeh soch le saathiya
yeh soch le saathiya
yeh soch le saathiya
yeh soch le saathiya.
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)