maana yeh aaj hamne

maana yeh aaj hamne lyrics

Poster maana yeh aaj hamne

maana yeh aaj hamne

lyrics/Album : Thodi Life Thoda Magic
Details
Singer Shaan, Vijay Verma & Swati Sharma
Genre Emotional
Language Hindi
Album Thodi Life Thoda Magic
Poster maana yeh aaj hamne
play
Lyrics


maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai

thodi si yeh bandagi hai

maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai



maine toh abb tak yeh sikha, ishq ke aage hai sab fika

maine toh abb tak yeh sikha, ishq ke aage hai sab fika

mann pe chadhe toh utare na yeh, ishq ka rang bada tikha

maana yeh aaj hamane, rango ki taajagi bhi

thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai

thodi si yeh bandagi hai

maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai



abb hum samajhe ki hasrat hai kya

dil ki yu dil se yeh chaahat hai kya

abb hum samajhe ki hasrat hai kya

dil ki yu dil se yeh chaahat hai kya

aankho se jo bole jaaye, un labjo ki kimat kya

maana yeh aaj hamane, labjo ki saadagi bhi

thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai

thodi si yeh bandagi hai

maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai



yeh ishq hai dhoop aur hai hawa

marj bhi hai yeh, yahi hai dawa

yeh ishq hai dhoop aur hai hawa

marj bhi hai yeh, yahi hai dawa

ishq agar jaahir na ho toh, yahi maja hai yahi saja hai

maana yeh jindagi bhi jaise ki shaayari hai

thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai

thodi si yeh bandagi hai

maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai

thodi si aashqi hai, thodi si aashqi hai

thodi si yeh bandagi hai.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)