Singer | Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Geetanjali |
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai
vaada vaada vaada vaada
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai
sajan ki baho mein
jeene ka irada hai
sajan ki baho mein
jeene ka irada hai
marne kairada hai
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai
vaada vaada vaada vaada
vaada vaada vaada vaada
aankho mein aankhe kho jayegi
dono ki sanse takrayegi
aankho mein aankhe kho jayegi
dono ki sanse takrayegi
jate honge dilo ke arman
hotho pe bate so jayegi
mil ke bhi na bujhegi ye aag itni
jyada hai
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai
sajan ki baho mein
jeene ka irada hai
sajan ki baho mein
jeene ka irada hai
marne kairada hai
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai
do pyase dil mil
jayege phool badan mein
khil jayege
do pyase dil mil
jayege phool badan mein
khil jayege
sajan ke sang jo
pal guzrenga sari umar
vo yad aaynge
pyar ki had
se guzarne ko phir dil
ka irada hai
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai
sajan ki baho mein
jeene ka irada hai
sajan ki baho mein
jeene ka irada hai
marne kairada hai
dil aaj sambhalu kaise
kal milne ka vaada hai.