Language | Bollywood |
aana aabhi jaana intezari hai teri
le jaa jo rishto ki rezgari hai teri
daanti kaate sang baate
khate mithe ka maza hai
juba pe aab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhun usko tanha saathiya
daanti kaate sang baate
khate mithe ka maza hai
juba pe aab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhun usko tanha saathiya
ho kabhi yun hi takna tujhe yu hi dekhna
kabhi baithe baithe yun hi tujhe sochna
wo pal karar ke wo jo the lamhe pyar ke
unhe mere khaawbo se khayalo se le jaana
aana aabhi jaana intezari hai teri
le jaa jo rishto ki rezgari hai teri
kabhi roothna wo tera kisi baat par
kabhi hans ke tali dena mere hath par
thode shikwe kuch gile wo
jo the aapne silsile
tute huye baad wo irade wo lee jaana
aana aabhi jaana intezari hai teri
le jaa jo rishto ki rezgari hai teri
daanti kaate sang baate
khate mithe ka maza hai
juba pe aab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhun usko tanha saathiya
daanti kaate sang baate
khate mithe ka maza hai
juba pe aab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhun usko tanha saathiya