chhaya meri umeed ki lyrics – shamshad begum

chhaya meri umeed ki lyrics – shamshad begum lyrics

Poster chhaya meri umeed ki lyrics – shamshad begum

chhaya meri umeed ki lyrics – shamshad begum

Details
Singer Shamshad Begum
Language Bollywood
Poster chhaya meri umeed ki lyrics – shamshad begum
play
Lyrics

Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga saveraa

Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Kahi ulfat ka khazana
Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Reh jaaye na lut kar kahi
Aramaano ka deraa
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera

Khilane bhi na paayi
Abhi kaliyaan mere dil ki
Abhi kaliyaan mere dil ki
Khilane bhi na paai
Abhi kaliyaan mere dil ki
Dil tod ke gham ne kiya
Pehalu mein baseraa
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera

Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Kise main jaa ke sunaun
Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Dukh-dard mein dubaa hua
Afasana hai mera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera

Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera.

छाया मेरी उम्मीद की Lyrics

छाया मेरी उम्मीद की
दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा
छाया मेरी उम्मीद की
दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा

खो जाए न मिल कर
कही उल्फ़त का खज़ाना
कही उल्फ़त का खज़ाना
खो जाए न मिल कर
कही उल्फ़त का खज़ाना
रह जाए न लूट कर कही
अरमानो का डेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा

खिलने भी न पायी
अभी कलियाँ मेरे दिल की
अभी कलियाँ मेरे दिल की
खिलने भी न पाई
अभी कलियाँ मेरे दिल की
दिल तोड़ के ग़म ने किया
पहलू में बसेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा

सुनता नहीं कोई
किसे में जा के सुनाऊँ
किसे में जा के सुनाऊँ
सुनता नहीं कोई
किसे में जा के सुनाऊँ
दुःख-दर्द में डूबा हुआ
अफसाना है मेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा

छाया मेरी उम्मीद की
दुनिया में अंधेरा
अब ये किसे मालूम है
कब होगा सवेरा.

Music Video Of: Chhaya Meri Umeed Ki

Related posts:

  1. Teri Meri Ye Kahani Lyrics – Shamshad Begum
  2. Meri Jholi Ko Bhar De Lyrics – Mohammed Rafi, Shamshad Begum
  3. Gham Ka Fasaanaa Lyrics – Shamshad Begum
  4. Milte Hi Ankhen Lyrics – Shamshad Begum
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)