Singer | S. P. Balasubrahmanyam |
Language | Hindi |
Album | Pratighaat |
aaj achanak hum pe hain jo mehrwa
inse pucho aaj tak ye the kaha
kaise aai inko humri yaad ji
hre raham dil kyu kar huye
jallad ji, han
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
patiyane aaye hain
vot hithiyane aaye hain
lakshmi karegi beda paar
ye hum samjhane aaye hain
lakshmi karegi beda paar
ye hum samjhane aaye hain
samjhane aaye hain
ise jitwane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
gundo ke sartaaz hain
ye badmansi ke bhandar
badmansi ke bhandar
inka janam hua jag me jab
jhunthe mare hazar
jhunthe mare hazar
jag jahir hai inke charitr
inke atyaachar
inke atyaachar
inke jor julam ke aage
kansh ne mani haar
kansh ne mani haar
aaj padi, aaj padi darkaar to
pyar jatane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
chandi ke jute se hume
jutiyane aaye hain
lakshmi karegi beda paar
ye hum samjhane aaye hain
lakshmi karegi beda paar
ye hum samjhane aaye hain
aai aai re lakshmi aai
ache acho ka baja bajane
aai aai re lakshmi aai
ache acho ka baja bajane
are baja bajane maza chakhane
inko sabak sikhane
aai aai re lakshmi aai
in gundo ka baja bajane
aai aai re lakshmi aai
in gundo ka baja bajane
ek vot pe jeet hai bhaiya
ek vot pe haar
ek vot pe haar
tumra ek vot pakar hi
banti hai sarkar
banti hai sarkar
ek vot par nirbhar sabke
sapno ka sansar
sapno ka sansar
ek vot zinda rakhe
ek vot hi deta maar
ek vot hi deta maar
baat pate ki, baat patte ki kahne
hum diwane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
humre balma beimaan
hume patiyane aaye hain
ek vot ki sama pe
sau parwane aaye hain
lakshmi karegi beda paar
ye hum samjhane aaye hain
lakshmi karegi beda paar
ye hum samjhane aaye hain