Singer | Babul Supriyo, Shabbir Kumar & Sadhana Sargam |
Genre | Happy |
Language | Hindi |
Album | Jeevan Daata |
bahena pyaari bahena
mujhse tu juda mat hona
bahena pyaari bahena
mujhse tu juda mat hona
duniya ke is meinle mein tu
phir na kabhi khona
bhaiya pyare bhaiya
yug yug ka ye saath hain apna
bhaiya pyare bhaiya
yug yug ka ye saath hain apna
hum tum na kabhi bichdenge
hamko hai sada milna
bahena pyaari bahena
mujhse tu juda mat hona
tujhse bichad ke ye jana
bahena ka pyar kya hai
rakhi ke rishte hai kya
bhai ka adhikar kya hai
ab tere jeevan mein na aayenge
dukh ke zamane
tere liye main bhai
layi khushiyo ke khazane
bahena o meinri bahena
teri bato se
meinre chalak gaye re naina
bhaiya pyare bhaiya
yug yug ka ye saath hain apna
hum tum na kabhi bichdenge
hamko hai sada milna
bahena pyaari bahena
mujhse tu juda mat hona
wo sabse aala hai logo
wo sabse mahan hain
bichdo ko wo mila deta hain
roto ko wo hasa deta hain
har dil se uska nata hain
hum sab ka vidhata hain
wo hum sabka jeevan data hain
hum sabka jeevan data hain
hum sabka jeevan data hain
bande ho bande rab ka sajda
tera pura karega sapna
bahena pyaari bahena
mujhse tu juda mat hona
duniya ke is meinle mein tu
phir na kabhi khona
bhaiya pyare bhaiya
yug yug ka ye saath hai apna
dekh tere aane se
dhum machi sari basti mein
gate hai log sabhi
jhum ke dekho masti mein
aisi khushi ka aalam
pahle na dekha kabhi
tu leke aa gayi hain
nayi si zindgani
ye hamari ye hamari hain dua
sari umar tu sang rahna
bahena o pyaari bahena
mujhse tu juda mat hona
bhaiya pyare bhaiya
yug yug ka ye saath hai apna
duniya ke is meinle mein
tu phir na kabhi khona
bhaiya pyare bhaiya
yug yug ka ye saath hai apna
mujhse tu juda mat hona
yug yug ka ye saath hai apna
mujhse tu juda mat hona
yug yug ka ye saath hai apna.