Singer | Aditya Narayan & Sunidhi Chauhan |
Genre | Rock |
Language | Hindi |
Album | Shaapit |
bhoolenge na ye pal jab
apne pyar ka bita kal shapit hua
kya kya hota hai chahat ki anjani si raho me
dekha humne ja kar khud apni maut ki gufao me
khatra khatra chilati hai andhkar ki har diwar
aaya aashiq shapit kar gaye sun kar aashiq ka izhar
shapit hua tere pyar me shapit hua ikraar me
shapit hua tere pyar me shapit hua ikraar me
tujhe ho gaya pyar pehna gayi wo
maut ka haar aur mai shapit hua
sochne ki ye baat hai jisme na jism hai na jaan hai
uss nirjiv ke jivat shrap ne chine mere pran hai
na samjhe wo prem na premiyo ki judai ka ehsas
karz hai mujh par mehbooba ke
dhadakte dil ki bhukh aur pyaas
shapit hua tere pyar me shapit hua ikraar me
shapit hua tere pyar me shapit hua ikraar me
tujhe ho gaya pyar pehna gayi
wo maut ka haar aur mai shapit hua
tere pyar ke jot mujhe is andhkar se bachayenge
wo narjiv tere hatho se hi mukti paayenge
aayega wo pal jab khushiya chikengi chilayengi
tere paas tere sapno ki rajkumari ayegi
baho me bahe hatho me hath
chahu bas tera hi sath har din har rat
bhoolenge na ye pal jab apne
pyar ka bita kal shapit hua
shapit hua shapit hua shapit hua shapit hua