aaya mausam hum dono

aaya mausam hum dono lyrics

Poster aaya mausam hum dono

aaya mausam hum dono

lyrics/Album : Hum Dono
Details
Singer Udit Narayan & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Hum Dono
Poster aaya mausam hum dono
play
Lyrics

aa aaja aa aaja aaya mausam

hum dono ke pyar ka dil

deewane ko na ab to chain aye re


aa aaja aaya mausam

hum dono ke pyar ka baho mein

jo aao dil ka dard jaye re


kitni mastani hain rut bhi

deewani hain meri ankho me khabo

me khayalo mein rup ki rani hain

kitna baigana hain kitna

anjana hain

meri bato mein yado mein sawalo mein

yar mastana hain

meri wafa ki suhani bahare

khoye nazaro me tujhko puakare

naiya pe baitha khiwaiya malhar

gaye re


aa aaja aaya mausam

hum dono ke pyar ka baho me

jo aao dil ka dard jaye re


chanda me taro mein bago

baharo mein hain mera yara dildara

hazaro mein ek hazaro me

jina hain marna hain wada ye

karna hain

dushman jaha se na kabhi bhi na

darna hain ab to na darna hain

tere bina thi adhuri kahani

tujhse mili to mili zidgani

dekhu tujh to jiya pe khumar

chaye re


aa aaja aaya mausam

hum dono ke pyar ka dil

deewane ko na ab to chain aye re


aa aaja aaya mausam

hum dono ke pyar ka baho me

jo aao dil ka dard jaye re.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)