zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain lyrics

Poster zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

lyrics/Album : Bewafa Sanam
Details
Singer Sonu Nigam
Genre Love
Language Hindi
Album Bewafa Sanam
Poster zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
play
Lyrics

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

main to mar kar bhi

main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga

tu mila hai to ye ahsas hua hai mujhko

ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai

ek jara sa gume dora ka bhi haq hai jis par

maine wo sans bhi tere liye rakh chodi hai

tujhpe ho jaunga

tujhpe ho jaunga kurban tujhe chahunga

main to mar kar bhi

main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

teri har chap se jalte hai khyalo mein charag

jab bhi tu aaye jagata hua jadu aaye

tujhko chu lu to fir e jane tamnna mujhko

der tak apne badan se teri khusbu aaye

tu baharo ka hai

tu baharo ka hai unwan tujhe chahunga

main to mar kar bhi

main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)