Singer | Asha Bhosle & Mohammed Aziz |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Naseeb Apna Apna |
zindagi ki jhumti gati baharo me sanam
zindagi ki jhumti gati baharo me sanam
mai rahu tum raho dusra koi na ho
mai rahu tum raho dusra koi na ho
ho na inme gair ki parchaiyo ki bhi kadam
ho na inme gair ki parchaiyo ki bhi kadam
mai rahu tum raho dusra koi na ho
mai rahu tum raho dusra koi na ho
tumko pake aaj hum ko aisi ye dunia lagi
tumko pake aaj hum ko aisi ye dunia lagi
jaise isme hamse pahle jindagi koi na thi
arzu hai ho kabhi ye pyar ki khushiya na kam
mai rahu tum raho dusra koi na ho
mai rahu tum raho dusra koi na ho
teri sanso par mera hak aakhiri dam tak rahe
teri sanso par mera hak aakhiri dam tak rahe
tu kisi bhi or ka hai ye na koi kah sake
chahe to so bar le is dunia me janam
mai rahu tum raho dusra koi na ho
mai rahu tum raho dusra koi na ho
tumse acha koi kudrat ka najara ab nahi
tumse acha koi kudrat ka najara ab nahi
ek pal tumse juda rahna gawara ab nahi
bas tumhi tum ho meri aankho me aankho ki kasam
mai rahu tum raho dusra koi na ho
mai rahu tum raho dusra koi na ho
zindagi ki jhumti gati baharo me sanam
mai rahu tum raho dusra koi na ho
mai rahu tum raho dusra koi na ho.