zamane ki buraai mujh mein hai sanam

zamane ki buraai mujh mein hai sanam lyrics

Poster zamane ki buraai mujh mein hai sanam

zamane ki buraai mujh mein hai sanam

lyrics/Album : Junoon
Details
Singer Vipin Sachdev
Genre Sad
Language Hindi
Album Junoon
Poster zamane ki buraai mujh mein hai sanam
play
Lyrics

zamane ki buraai

mujh mein hai sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin

zamane ki buraai

mujh mein hain sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahinn

na koi acchayi,

mujh mein hai sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin


main pagal deewana hoon,

main maanta hoon

main pagal deewana hoon,

main maanta hoon

bada nasamajh hoon yeh,

main jaanta hoon

par badli nazron ko

pehchanta hoon

zamane ki buraai

mujh mein hai sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin

na koi acchayi,

mujh mein hain sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin


nigaahein mila ke,

nazar modh lena

nigaahein mila ke,

nazar modh lena

sapeene ko mazhdhar,

mein chhod dena

nahin maine sikha hain,

dil tod dena

zamane ki buraai

mujh mein hain sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin

na koi acchayi,

mujh mein hain sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahinn


jo dil kahe,

dilruba mujhko kehna

jo dil kahe,

dilruba mujhko kehna

duniya mein sab se,

bura mujhko kehna

par na tum, bewafa

mujhko kehna

zamane ki buraai

mujh mein hai sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin

na koi acchayi,

mujh mein hai sanam

magar bewafayi,

mujh mein nahin.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)