yeh zindagi hai

yeh zindagi hai lyrics

Poster yeh zindagi hai

yeh zindagi hai

lyrics/Album : U, Bomsi N Me
Details
Singer Vasundhara Das
Genre Love
Language Hindi
Album U, Bomsi N Me
Poster yeh zindagi hai
play
Lyrics

yeh zindagi hai yaara jhum le

mere paas aa mujhe chum le

yeh zindagi hai yaara jhum le

mere paas aa mujhe chum le

aaya tha leke kya jo leke jayega

jo tune paaya hai yahi reh jayega

yeh zindagi hai yaara jhum le

mere paas aa mujhe chum le


jo kisi par tera na koi zor ho

haatho mein jab tere

na waqt ki  dor ho

jo kisi par tera na koi zor ho

haatho mein jab tere

na waqt ki  dor ho

uska ishara hai yeh baat maan le

uska nazaara yeh baat jaan le

yeh zindagi hai yaara jhum le

mere paas aa mujhe chum le


din ki roshani thami

aur andhera ho gaya

zara gaur se tu dekh le

chand se sawera ho gaya

yeh zindagi hai yaara jhum le

mere paas aa mujhe chum le

aaya tha leke kya jo leke jayega

jo tune paaya hai yahi reh jayega

yeh zindagi hai yaara jhum le

mere paas aa mujhe chum le.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)