yeh umar ye mizaz

yeh umar ye mizaz lyrics

Poster yeh umar ye mizaz

yeh umar ye mizaz

lyrics/Album : Zulm Ka Badla
Details
Singer Mahendra Kapoor
Genre Mujra
Language Hindi
Album Zulm Ka Badla
Poster yeh umar ye mizaz
play
Lyrics

yeh umar yeh mizaaj

khuda khair kare

yeh umar yeh mizaaj

khuda khair kare

yeh umar yeh mizaaj

khuda khair kare

kiska hai qatl aaj

khuda khair kare

kiska hai qatl aaj

khuda khair kare

yeh umar yeh mizaaj

khuda khair kare


tune is dil pe aisa vaar kiya

teri chahat ne bekrar kiya

dhundhate dhundhte thikane par

aa gaye hum sahi nishani par

waqt ka aaj tu sikandar hain

ek toofan mere andar hain

mauj ko mauj se takrana hain

aag ko aag se bujana hain

tere liye hamne

mere banke sitam ghar

chhodi hai sharam laaj

khuda khair kare

chhodi hain sharam laaj

khuda khair kare

chhodi hai sharam laaj

khuda khair kare

kiska hai qatl aaj

khuda khair kare

kiska hain qatl aaj

khuda khair kare

khair kare khair kare

khair kare khair kare

yeh umar yeh mizaaj

khuda khair kare


abhi tak hasino jawan hain wo galiya

jaha hamne apni jawani luta di

mohabbat mein lut

jate hain deen iman

bada teer mara jawani luta di

yeh nazar yeh mizaaj

khuda khair kare

yeh nazar yeh mizaaj

khuda khair kare

hum pe hi chot aaj

khuda khair kare

hum pe hi chot aaj

khuda khair kare


yeh nahin chot yeh hakikat hain

hamko sach bolne ki aadat hain

naam badla hai desh badla hain

teri khatir yeh bhesh badla hain

aa gaye aaj teri mehfil  mein

le ke jajbaat yeh apne dil mein

sar tera aaj to jhukana hain

yeh tamasha tujhe dikhana hain

kon kisko jhukaye dekhenge

teri julfo ke saye dekhenge

yeh badan kanch ka bilori hain

ek resham ki kachi dori hain

isko ek baar jab bhi pakdenge

apni baho mein kash ke jakdenge

yeh chalan tera chhut jayega

har bharam tera tut jayega


hamko jhukane wale

tujhe yeh khabar bhi hai

kanto ka hain yeh taj

khuda khair kare

kanto ka hain yeh taj

khuda khair kare

kanto ka hain yeh taj

khuda khair kare

kiska hain qatl aaj

khuda khair kare

kiska hain qatl aaj

khuda khair kare

yeh umar yeh mizaaj

khuda khair kare


kaise maidan mein tu aayegi

bol kis tarah aajmayegi

faize ijhar mein kya rakha hain

chhod takrar mein kya rakha hain

phir bata aage kya irada hain

pura hoga yeh apna wada hain

pyar ki dil mein pyas rakhta hain

to us se milne ki aas rakhta hain

tune is dil ki baat kah di hain

apne hotho ke saaj kehti hain

raat ko aankh khuli fijao mein

chand ki thandi thandi chanv mein

un fijao mein bol kya hoga

un hawao mein bol kya hoga

apni baho ka sahara dungi

tujhko jannat ka ishara dungi

hum hain wo masiha

tere har ek rog ka

kar denge ab ilaj

khuda khar kare

kar denge ab ilaj

khuda khar kare

kar denge ab ilaj

khuda khar kare.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)