yeh sard

yeh sard lyrics

Details
Singer Gayatri Iyer & Anand Raaj Anand
Genre Horror
Language Hindi
Album Bhoot
Poster yeh sard
play
Lyrics

yeh sard aahein meri
yeh dard keh raha sanam
kis tarah tum se kahein
kis tarah bebas hai hum
jaaye kahan hum tum bin
kaise satayen din raat tumko
yeh sard aahein meri
yeh dard keh raha sanam
kis tarah tum se kahein
kis tarah bebas hai hum
jaaye kahan hum tum bin
kaise satayen din raat tumko
zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi

kya kare hum kya kare
uljhano ka daur hai
kya kare hum kya kare
uljhano ka daur hai
dil mein kuch bujhne laga
dhadkano mein shor hai
khamosh dil ki sada sunta nahi kyon khuda
sunta nahi kyon khuda
zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
yeh sard aahein meri
yeh dard keh raha sanam

phir pariksha raat hai
main saath kaise doon sanam
phir pariksha raat hai
main saath kaise doon sanam
ajnabee sa ek saya
bangaya hai mera humdam
tadpa raha hai mujhe
behka raha hai mujhe
behka raha hai mujhe
zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
zindagi yeh zindagi bangayi hai bebasi
yeh sard aahein meri
yeh dard keh raha sanam.
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)