yeh pyar

yeh pyar lyrics

Details
Singer Richa Sharma & Sunidhi Chauhan
Genre Dance
Language Hindi
Album Indian
Poster yeh pyar
play
Lyrics

yeh pyar hai ek nasha zindagi ka

na pyar se bach saka dil kisi ka

hona hai hona hai pyar

kabhi to hona hai

khona hai khona hai dil

kabhi to khona hai

tadapna hai tarasna hai

aakhir pyar to karna hai

yeh pyar hai ek nasha zindagi ka

na pyar se bach saka dil kisi ka


band rehkar yeh zubaan

karti hain baatein yahan

band rehkar yeh zubaan

karti hain baatein yahan

haan badi hi mushkil se

ratein kat ti hain yahan

band rehkar yeh zubaan

karti hain baatein yahan

haan badi hi mushkil se

ratein kat ti hain yahan

kya anjaam se darna hai

aakhir pyaar to karna hai


pyar mein hai mastiyaan

mast ho jaa pyar mein

pyar mein hai mastiyaan

mast ho jaa pyar mein

jo mazaa ikraar mein

woh kahan inkaar mein

pyar mein hai mastiyaan

mast ho jaa pyar mein

jo mazaa ikraar mein

woh kahan inkaar mein

itna kyon zazakna hain

aakhir pyaar to karna hai


gard bhi mil jaaye to

hai ganwara pyar mein

gard bhi mil jaaye to

hai ganwara pyar mein

ek khushi ka aasmaan

hai itne se ikraar mein

gard bhi mil jaaye to

hai ganwara pyar mein

ek khushi ka aasmaan

hai itne se ikraar mein

kyon phir aahe bharna

hai aakhir pyaar to karna hai

yeh pyar hai ek nasha zindagi ka

na pyar se bach saka dil kisi ka

hona hai hona hai pyar

kabhi to hona hai

khona hai khona hai

dil kabhi to khona hai

tadapna hai tarasna hai

aakhir pyar to karna hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)