Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Son Of Sardaar |
yeh jo halki.. halki.. khumariya..
hai mohabbaton ki thayyariyan..
aa..aa..
kaise kahoon kaise bala roke tu mujhko gunahon se haye
roke tu mujh ko gunahon se
peeta jao main toh yaara teri inn mehki nigahon se haye
teri inn mehki nigahon se
ab jo galat tha wo bhi sahi hai
behosh bhi hoon
pee bhi nahin hai haye
yeh jo halki halki khumariya
hai mohabbaton ki thayyariyan
hai mohabbaton ki thayyariyan
yeh jo halki halki khumariya
kaise kahoon kaise bala roke tu mujhko gunahon se haye
roke tu mujhko gunahon se
chupte chupate jhoome
zul pe labon ko chume
chupte chupate jhoome
zul pe labon ko chume
uss tere shaitaniyan
sar pe chadara inhe
itna banaya inhe
uff hui deewaniyan
mujhpe yun hasti hai
yeh zulfen kyun meri tarah mazti hai
ab jo galat tha wo bhi sahi hai
behosh bhi hoon
pee bhi nahin hai haye
yeh jo halki halki khumariya
yeh jo halki halki khumariya
hai mohabbaton ki thayyariyan
hai mohabbaton ki thayyariyan
yeh jo halki halki khumariya
meri zindagi ke badle
mujhe ek sham de de
aa..aa..
meri zindagi ke badle
mujhe ek sham de de
jo kisi ko na diya ho
mujhe wo inaam de de
teri aarzoo karoon main
tere khwab mein sajaao
hote jo bhi aashiqui ke
mujhe saare kaam de de
ho saare kaamon ka
hai jo hardaana
peelona begaana
aankhon aankhon mein
jo main socha yeh
jo main chaha yeh
chala jaye na koi door na re na re na
ab jo galat tha wo bhi sahi hai
behosh bhi hoon
pee bhi nahin hai haye
yeh jo halki halki khumariya
hai mohabbaton ki thayyariyan
yeh jo halki halki khumariya
hai mohabbaton ki thayyariyan
hai mohabbaton ki thayyariyan
yeh jo halki halki khumariya