yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain lyrics

Poster yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain

lyrics/Album : Nasihat
Details
Singer Asha Bhosle & Suresh Wadkar
Genre Love
Language Hindi
Album Nasihat
Poster yeh hawayein sard sard hain
play
Lyrics

yeh hawayein sard sard hain

kyun dilo mein garmiyaa

ya ilaahi yeh majra kya hai

yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain

kyun dilo mein garmiyaa

phir bhi itani dooriya kyun

phir bhi itani dooriya kyun

do dilo ke darmiyaa

yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain

hawao ke kya kya

roop badal rahe hain

jalanewale khud jal rahe hain


kal thi shola aaj hain shabnam

yeh kaisa andaaz hain

yeh kaisa andaaz hain

mausam jaise rang badalna

aakhir yeh kya raaz hain

aakhir yeh kya raaz hain

patthar ko mom kar de

patthar ko mom kar de

mohabbat ki garmiyaa

yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain

kyun dilo mein garmiyaa

phir bhi itani dooriya kyun

phir bhi itani dooriya kyun

do dilo ke darmiyaa

yeh hawayein sard sard hain


mohabbat mein

meri jaan sab chalta hain

jalanewala kabhi

khud bhi jalta hain

aate jaate yun takrana

kuchh to baat zaroor hain

kuchh to baat zaroor hain

koi na samjhe koi na jaane

dil ko kya manzoor hain

dil ko kya manzoor hain

kya jaane kab shuru ho

kya jaane kab shuru ho

yeh dilo ki daasta


yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain

kyun dilo mein garmiyaa

phir bhi itani dooriya kyun

phir bhi itani dooriya kyun

do dilo ke darmiyaa

yeh hawayein sard sard hain

yeh hawayein sard sard hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)