yeh hai sharabkhana

yeh hai sharabkhana lyrics

Poster yeh hai sharabkhana

yeh hai sharabkhana

lyrics/Album : Gumrah
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Dance
Language Hindi
Album Gumrah
Poster yeh hai sharabkhana
play
Lyrics

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


sare sharabiyo ka ye

hai ek thikana, sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


sare sharabiyo ka ye hai ek thikana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


pine me hai kharabi

par kya kare sharabi

gurbhat se tang koi

daulat se tang koi

ye jahar hai to kya hai

har dard ki dawa hai


hokar khushi se bochal

kholi kisi ne bottle

juve me koi hara, ghum ne kisi ko mara


ye vo gali hai jisme

ye vo gali hai jisme

sabka hai aana jana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


aate hai be irada, aasiq jayada

ye jham chalka chalka

karta hai rang halka


dilbar ki bewfai, mahbub ki judai

vo bhulte nahi pal

karte hai yaad piker

ye aag aur pani, unki hai jindgani


unka hai is jagah se

unka hai is jagah se, rista bhut purana

ye hai sharab kana,ye hai sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


halat sharbiyo ki

ab mai bayan karungi

masti ka hai vo aalam

bahke huye hai balam

kuch kabar nahi hai

topi hai sar nahi hai

siggrate bhuji hui hai

ungali jali hui hi

sab is trah khade hai

jaise ki ghir padhe

tobba ye dhagmagane

tobba ye dhagmagane

tobba ye ladknana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


sare sharabiyo ka ye hai ek thikana

ye hai sharab kana,ye hai sharab kana

ye hai sharab kana, ye hai sharab kana.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)