yaad teri aati hai

yaad teri aati hai lyrics

Poster yaad teri aati hai

yaad teri aati hai

lyrics/Album : Aa Gale Lag Jaa
Details
Singer Kumar Sanu
Genre Sad
Language Hindi
Album Aa Gale Lag Jaa
Poster yaad teri aati hai
play
Lyrics

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

mausam aaye, mausam jaaye

mausam aaye, mausam jaaye

tu kyun nahi aati hai

tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya

ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai


aake mujhako batalaa de,

aakhir kya majburi hai

tere mere bich mein

kis liye yeh duri hai

lekar tera naam sanam,

kar dunga badnaam sanam

ru jahaan bhi jaayegi,

bewafa kehlaayegi

aaja meri jindagi, kar na mujhase berukhi

mausam aaye, mausam jaaye

mausam aaye, mausam jaaye

tu kyun nahi aati hai

tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya

ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai


bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi

o apane saath le gayi tu meri har khushi

dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan

had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega

aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba

mausam aaye, mausam jaaye

mausam aaye, mausam jaaye

tu kyun nahi aati hai

tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya

ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)