ya ali murtaza

ya ali murtaza lyrics

Poster ya ali murtaza

ya ali murtaza

lyrics/Album : Freaky Ali
Details
Singer Wajid Khan & Payal Dev
Genre Qawwali
Language Hindi
Album Freaky Ali
Poster ya ali murtaza
play
Lyrics

koi dhunde rabb nu, masjidon mein

koi dhunde rabb nu, mandiron mein

ye duniya padd rahi hai jis ka kalma,

woh dil mein hai mere, tashreef farma



ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza



ya ali murtaza, ya ali murtaza

ya ali murtaza, ya ali murtaza

haath failaaye tumse kare iltejaa



ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza



dil ka sukoon hai naam tumhara

dil ka karna kaam tumhara

tumhri sharan mein aan padhi hoon

aas lagaaye kab se khadi hoon



bin maange phal dene waale,

mushkil ko hal karne waale

jag ke paalan haar tumhi ho

main nirdhan, dhanvaan tumhi ho..

tumhi ho, tumhi ho



ya ali murtaza, ya ali murtaza

ya ali murtaza, ya ali murtaza

haath failaaye tumse kare iltejaa



ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza



wafa tumhi ho, ataa tumhi ho

dhadakte dil ki, sadaa tumhi ho

sukoon-e-dil ho, ya koi ghum ho

har ek maraz ki, dawaa tumhi ho



tadapte dil ne tumhe pukara

sakhi bhi tum ho, sakha bhi tum ho

main jiske saaye mein chal rahi hoon

woh mere ab aasmaan tumhi ho



ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza

ho karam ki nazar ya ali murtaza.



You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)