wah wah kya baat hai teri

wah wah kya baat hai teri lyrics

Poster wah wah kya baat hai teri

wah wah kya baat hai teri

lyrics/Album : Yudhpath
Details
Singer Sarika Kapoor & Simi Sinha
Language Hindi
Album Yudhpath
Poster wah wah kya baat hai teri
play
Lyrics

ho dekhe mera khel zamana

ho jaaye deewana re

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

main bhi kya hoon tune to ye

abhi nahi jana re

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

apna jo war hain bijli dhar hain

chehra bekar hain

teri to haar hain

chukega na dekh mera

ye koi bhi nishana re

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat teri to


tu hai badi anadi

main hu badi khiladi

bulbul tujhe bana kar

main ban gayi sikari

tu bhi hai kitni bholi

ab bandh kar ye boli

ban jaungi main warna

banduk ki ye goli

dil ko ab tham le tu

jeet ka naam na le

hai haar na tey hai tera

phir yeh ilzam na le

mane na tu mane mera kaam

ye samajhana re

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat teri to


jo hain gurur tera

main aaj tod dungi

pagal bana ke tujhko

main aaj chhod dungi

meri jaan mere jalwe

dekhe nahin hain tune

dharti pe tu khadi hain

jal aasman chhule

samna kar tu mera

aise nahin josh mein aa

hain kis se takrayi haintu

aa zara hosh mein aa

lagta hai tu khel ko samji

pariyo ka fasana re

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat

wah wah kya hain baat teri to

wah wah kya hain baat teri to.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)