utar aai akhade mein

utar aai akhade mein lyrics

Poster utar aai akhade mein

utar aai akhade mein

lyrics/Album : Chameli Ki Shaadi
Details
Singer Asha Bhosle
Genre Drama
Language Hindi
Album Chameli Ki Shaadi
Poster utar aai akhade mein
play
Lyrics

are aa aa

utar ayi akhade mein

tere sapno ki raani

utar ayi akhade mein

tere sapno ki raani

are dam hain to

are dam hain to aa

karle pyar mein pahalwani

utar ayi akhade mein

tere sapno ki raani

utar ayi akhade mein

tere sapno ki raani


ho panja ladake na maru re tujhko

naina milake main maru

rasiya re naina milake main maru

pyar ka aisa daw lagau

dangle ka bhut utaru

sar se dangle ka bhut utaru

mil jayegi mil jayegi

mitti mein yaha teri jawani

utar ayi akhade mein

tere sapno ki raani


ho tikhe yaha bhang

aa sang mere

tufaa mein tu bhi utar ja

rasiya re tufaa mein tu bhi utar ja

ye ishk sholo ka dariya hain to kya

aa dub ke paar kar ja

pyare aa dub ke paar kar ja

paar tujhko par tujhko laga degi

teri prem deewani

utar ayi akhade mein

tere sapno ki rani


o sajna o sajna

maine yaha sej phoolo ki sajna

tere liye hain sajai

sare zamane ko thokar lagake

tujhse lagan hain lagai

maine tujhse lagan hain lagai

aa bhi ja are aa bhi ja

meri baho mein

chhod de aana kani

utar ayi akhade mein

tere sapno ki rani

are dam hain to aa

karle pyar mein pahalwani.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)