ulta seedha

ulta seedha lyrics

Poster ulta seedha

ulta seedha

lyrics/Album : Ulta Seedha
Details
Singer Kishore Kumar
Genre Emotional
Language Hindi
Album Ulta Seedha
Poster ulta seedha
play
Lyrics

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

jab teri duniya ka

har kaam hain ulta

kya meri khata jo mujhse

hua koi kaam ulta sidha

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa


bachcha tadpe zakhmi, roye mamta

insaan hu aakhir main kaise na sunta

bachcha tadpe zakhmi, roye mamta

insaan hu aakhir main kaise na sunta

rote ko hasaaya, bigdi to bana aaya

kya meri khata jo mujhse

hua koi kaam ulta sidha

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa


murat pe to ganga jal jag fenke

majbur ko jalta ghar koi na dekhe

murat pe to ganga jal jag fenke

majbur ko jalta ghar koi na dekhe

vo ghar ko bachana tha,

phir malik tu hi bata

kya meri khata jo mujhse

hua koi kaam ulta sidha

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa


ek din to hua aisa, sun daata

main chor na tha phir bhi pakda jaata

ek din to hua aisa, sun daata

main chor na tha phir bhi pakda jaata

to pet bujurgo ka

bharta na to kya karta

kya meri khata jo mujhse

hua koi kaam ulta sidha

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

teri duniya hain mujhse khafa

teri duniya hain mujhse khafa


baate meri jhuthi sahi

pyar to mera sachcha hain

hisse ke dil jaate hain mil

jhuth vo sach se achchha hain

tumko yahi paane ka

rasta tha jaanevafa

kya meri khata jo mujhse

hua koi kaam ulta sidha

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa

aye khuda, aye khuda

aisa main kya kiya

teri duniya hain mujhse khafa.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)