tune zamane ye kya kar diya

tune zamane ye kya kar diya lyrics

Poster tune zamane ye kya kar diya

tune zamane ye kya kar diya

lyrics/Album : Jeena Marna Tere Sang
Details
Singer Vipin Sachdev & Anuradha Paudwal
Genre Emotional
Language Hindi
Album Jeena Marna Tere Sang
Poster tune zamane ye kya kar diya
play
Lyrics

zameen hash rahi hain,

falak ro raha hain

mohabbat mein

yeh kya sitam ho raha hain


tune zamane yeh kya kar diya,

lau se diye ko juda kar diya

thukaraya tune agar aasman,

jayenge phir yeh sitare kahan

tune zamane yeh kya kar diya,

lau se diye ko juda kar diya

thukaraya tune agar aasman,

jayenge phir yeh sitare kahan

tune zamane yeh kya kar diya,

lau se diye ko juda kar diya


kya hain zaalim sansar

teraa pane ko pyaar

main toh takadir se

bhi ladunga sanam

dil tod ke tu gayi chhod ke,

toh bata phir main

kaise jiyunga sanam

kya jane tu kitani tuti hoon main,

tujhse nahin khud se ruthi hoon main

tune zamane yeh kya kar diya,

lau se diye ko juda kar diya


na toh teri khata na to meri khata

do dilon mein

padi duriya hain sanam

kuchh hain teri aur kuchh hain

meri ham dono ki

majaburiya hain sanam

sagar se jaise kinare juda hamse

huye hain hamare juda

tune zamane yeh kya kar diya,

lau se diye ko juda kar diya

thukaraya tune agar aasman,

jayenge phir yeh sitare kahan

tune zamane yeh kya kar diya,

lau se diye ko juda kar diya.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)