tune jo na kaha

tune jo na kaha lyrics

Poster tune jo na kaha

tune jo na kaha

lyrics/Album : New York
Details
Singer Mohit Chauhan
Genre Heart Break
Language Hindi
Album New York
Poster tune jo na kaha
play
Lyrics

mmmmmmm….mmmmmm…

mmmmmmm….mmmmmm…

mmmmmmm….mmmmmm…

mmmmmmm….mmmmmm…


tune jo na kaha, mein woh sunta raha

khamaka bewaja khwaab buntha raha

mmmm mmm mmmmmm…mmm mmmm


tune jo na kaha, mein woh sunta raha

khamaka bewaja khwaab buntha raha

jaane kiski humein lag gayi hai nazar

is shehar mein na apna tikana raha

durr chahat se mein apni chalta raha

khamaka bewaja khwaab buntha raha


gar woh pehle se hai zyaada,

khud se phir yeh kiya wada

khamosh nazrein rahe bezuban

hmmmm…mmm…mmmm….

apno phele si baatein hai,

bolo tho lab thar tharatein hai

raaz yeh dil ka, na ho bayaan

ho gaya ke aasar koi hum pe nayi

humsafar mein tho hai humsafar hai nayi

durr jatha raha, paas aatha raha

khamaka bewaja khwaab buntha raha

hmmm…mmm…mmmmm…


aaya woh phir nazar aise,

baat chidne lagi phir se

aankho mein chubtha kal ka dhuwaa

mmmm..mmm…mmm…

hal tera na hum sa hi,

is khushi mein kyun gham sa hi

basne laga kuyn phir woh jahan

woh jahan dur jisse gaye te nikal

phir se yaadon ne kar di hai jaise pehal

lamha beeta huwa, dil dhukata raha

khamaka bewaja khwaab buntha raha

tune jo na kaha, mein woh sunta raha

khamaka bewaja khwaab buntha raha

jaane kiski humein lag gayi hai nazar

is shehar mein na apna tikana raha

durr chahat se mein apni chalta raha

bhuj gayi aag thi, dhaag jalta raha.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)