tumse milke dilka hai jo haal

tumse milke dilka hai jo haal lyrics

Poster tumse milke dilka hai jo haal

tumse milke dilka hai jo haal

lyrics/Album : Main Hoon Na
Details
Singer Sonu Nigam, Aftab Sabri & Hashim Sabri
Genre Dance
Language Hindi
Album Main Hoon Na
Poster tumse milke dilka hai jo haal
play
Lyrics

ishq jaise hai ik aandhi

ishq hai ik toofaan

ishq ke aage bebas hai

duniya mein har ilzaam

ishq mein sab diwaane hain

ishq mein sab hairaan

ishq mein sab kuch mushkil

hai ishq mein sab aasaan

dekho pyaare ye nazaare

ye diwaane ye parwaane

ye ishq mein kaise gum


haay! tumse milke dil

ka hai jo haal kya kahen

ho gaya hai kaisa

ye kamaal kya kahen

tumse milke dil ka

hai jo haal kya kahen

ho gaya hai kaisa

ye kamaal kya kahen


dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara dhumma

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara hum

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara dhumma

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara hum


dil toh ik raahi jaana

dil ki tum manzil ho

dil toh hai ik kashti

jaana jiska tum saahil ho

dil na phir kuch maange

jaana tum agar haasil ho

dil toh hai mera tanha

jaana aao toh mehfil ho


ishq se hi saari khushiyaan

ishq hi barbaadi

ishq hai paabandi

lekin ishq hi azaadi

ishq ki duniya mein

yaaron khwaab ki aabaadi

ho gaya woh jisko

manzil ishq ye dikhlaadi

dekho pyaare ye nazaare

ye diwaane ye parwaane

ye ishq mein kaise gum


haay! tumse milke dil

ka hai jo haal kya kahen

ho gaya hai kaisa

ye kamaal kya kahen

tumse milke dil ka hai

jo haal kya kahen

ho gaya hai kaisa ye

kamaal kya kahen


dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara dhumma

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara hum


tumko puja hai tumhaari

hi ibaadat kee hai

hamne jab kee hai toh

phir aise mohabbat kee hai

hamne jab kee hai toh

phir aise mohabbat kee hai

dil mera paagal hai

jaana isko tum behlaado

dil mein kyun halchal hai

jaana mujhko tum samjhaado

dil ka jo aanchal hai

jaana isko tum lehraado

zulf jo baadal hai jaana

mujhpe tum barsaado

jaana leke jaaya hai

tera ye diwaana

jaan tujhpe mit jaayega

tera ye parwaana

jaana mere dil mein

kya hai tumne ye na jaana

jaana tujhko yaad

aayega mera ye afsaana


dekho pyaare ye nazaare

ye diwaane ye parwaane

ye ishq mein kaise gum


haay! tumse milke dil ka

hai jo haal kya kahen

ho gaya hai kaisa

ye kamaal kya kahen

tumse milke dil ka

hai jo haal kya kahen

ho gaya hai kaisa

ye kamaal kya kahen


dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara dhumma

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara hum

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara dhumma

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara

dhum tara dhum tara hum.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)