tumhi meri mata tumhi pita ho

tumhi meri mata tumhi pita ho lyrics

Poster tumhi meri mata tumhi pita ho

tumhi meri mata tumhi pita ho

lyrics/Album : Bhabhi
Details
Singer Alka Yagnik
Genre Emotional
Language Hindi
Album Bhabhi
Poster tumhi meri mata tumhi pita ho
play
Lyrics

tumhi meri mata tu hi peeta hain

tumhi meri mata tu hi peeta hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain

tumhi meri mata tu hi peeta hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain


tera pyar mujhse hai kitna purana

koi bhi samaye ho mere kaam aana

tera pyar mujhse hai kitna purana

koi bhi samaye ho mere kaam aana


sanso ka bandhan yahi kah raha hain

ye sanso ka bandhan yahi kah raha hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain

tumhi meri mata tu hi peeta hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain


rahu jis ghar mein wo duniya ho meri

wo mandir ho mera wo puja ho meri

rahu jis ghar mein wo duniya ho meri

wo mandir ho mera wo puja ho meri


meri dhadkano ki yahi to sada hain

meri dhadkano ki yahi to sada hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain

tumhi meri mata tu hi peeta hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain


ayodhya ke jaisa he mera gharana

har din yahaa ka suhana suhana

ayodhya ke jaisa he mera gharana

har din yahaa ka suhana suhana


na tute ye sapna yahi ilteza he

na tute ye sapna yahi ilteza he

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain

tumhi meri mata tu hi peeta hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain

daya hum pe rakhna bahrosa tera hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)