tumhari akal ko salaam

tumhari akal ko salaam lyrics

Poster tumhari akal ko salaam

tumhari akal ko salaam

lyrics/Album : Duty
Details
Singer Kanchan & Kirti Kumar
Genre Dance
Language Hindi
Album Duty
Poster tumhari akal ko salaam
play
Lyrics

karna padega tumhari akal ko salam

karna padega tumhari akal ko salam

apne sath tum to duba dogi mera naam

karna padega tumhari akal ko salam


waise to main tumse karta hoon pyar

aata hain dil mein khayal kai bar

waise to main tumse karta hoon pyar

aata hai dil mein khayal kai bar

kahi na kar do tum meri zindagi haira

kahi na kar do tum meri zindagi haira

karna padega tumhari akal ko salam


tumse kuch kahna bhi hain gunah

ab na dekhna tum kabhi meri raah

tumse kuch kahna bhi hain gunah

ab na dekhna tum kabhi meri raah

hotho pe bhi maine laga liya jaam

hotho pe bhi maine laga liya jaam

karna padega tumhari akal ko salam


maine kiya maza vo bhi adhura

sach usko man ke tu dar gayi

maine kiya maza vo bhi adhura

sach usko man ke tu dar gayi

aaj se ban gaya main

tumhara gulam kya samjhi

aaj se ban gaya main tumhara gulam

karna padega tumhari akal ko salam

apne sath tum to duba dogi mera naam.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)